Powered By Blogger

Monday, January 25, 2010

Mumma and Pa's song.

This was my parent's wedding song. It played at their wedding. And strangely enough, it sums up everything about them. It's so perfect for them, it's scary. And every time I listen to it, I can see scenes from their wedding video flashing in front of my eyes.
Aside from that, the song is BEAUTIFUL. It's the kind of song, you'd want someone to sing for you. In a verrry pansy, slightly gay-ly cute way.

Aye Mere Humsafar- Qayamat Se Qayamat Tak

Aye mere humsafar,
ek zara intezaar.
Sun sadaayein,
de rahi hain,
manzil pyaar ki.
(X2)

Ab hai judaai ka mausam,
do pal ka mehmaan,
kaise na jaayega andhera,
kyun na thamega tufaan.

Ab hai judaai ka mausam,
do pal ka mehmaan,
kaise na jaayega andhera,
kyun na thamega tufaan.
Kaise na milegi manzil pyaar ki.

Aye mere humsafar,
ek zara intezaar.
Sun sadaayein,
de rahi hain,
manzil pyaar ki.

Pyaar ne jahaan pe rakha hai,
jhoom ke kadam ek baar.
Wahin se khula hai koi rasta,
wahin se giri hai deewar.

Pyaar ne jahaan pe rakha hai,
jhoom ke kadam ek baar.
Wahin se khula hai koi rasta,
wahin se giri hai deewar.
Roke kab ruki hai,
manzil pyaar ki.

Aye mere humsafar,
ek zara intezaar.
Sun sadayein,
de rahi hain,
manzil pyaar ki.





No comments:

Post a Comment